Type Here to Get Search Results !

दिवाने Deewaane Song lyrics in Hindi - Selfiee - Lyrics 4 u

Deewaane song lyrics penned by Kunaal Vermaa , music composed by Aditya Yadav, and sung by Aditya Yadav, Stebin Ben, Altamash Faridi from the movie Selfiee.


Deewaane song lyrics
Song NameDeewaane
SingerAditya Yadav, Stebin Ben, Altamash Faridi
Music Aditya Yadav
LyricstKunaal Vermaa
Movie Selfiee

Deewaane Song lyrics in Hindi

मजा आ जाता है 
अधूरी बातों से
मजा आ जाता है 
अधूरी बातों से
कोई बन जाता है 
जरूरी यारों से
जो देखी ना सुनी 
ऐसी हमें दुनिया दिखाती है

दीवाने हम नही होते
 दीवानी रात आती है
हमें उनकी उन्हे मेरी 
महोबत याद आती है
दीवाने हम नही होते 
दीवानी रात आती है
हमें उनकी उन्हे मेरी 
महोबत याद आती है

( संगीत )

नजर आती है जुल्फो मे
घटाऐ बादलो जैसी
ये दिल करने लगा उनसे
वफाए पागलो जैसी

उसे जब देखते है तो
बदल जाता है ये लहज़ा
जुबान पे आ ही जाती है
अदाएँ शायरों जैसी
उन्हे जब याद करते है
तभी बरसात आती है

दीवाने हम नही होते
 दीवानी रात आती है
हमें उनकी उन्हे मेरी 
महोबत याद आती है
दीवाने हम नही होते 
दीवानी रात आती है
हमें उनकी उन्हे मेरी 
महोबत याद आती है

( संगीत )

नही कोई गिला हमें
जो ना इस बार मानेंगे
अभी चाहे मना कर दे
कभी तो यार मानेगें

मिले जो चीज आसानी से
तो उसमें मजा कैसा
उन्हे मेरा बनाने तक
ना हम भी हार मानेगें
सुना है चाहते सच्ची
नही बर्बाद जाती है

दीवाने हम नही होते
 दीवानी रात आती है
हमें उनकी उन्हे मेरी 
महोबत याद आती है
दीवाने हम नही होते 
दीवानी रात आती है
हमें उनकी उन्हे मेरी 
महोबत याद आती है

Deewaane Song lyrics in English

Maza aa jaata hai Adhoori baaton se Maza aa jaata hai Adhoori baaton se Koyi ban jaata hai Saroori yaaron se Jo dekhi na suni aisi Hume duniya dikhati hai Deewane hum nahi hote Deewani raat aati hai Hume unki unhe meri Mohobbat yaad aati hai Deewaane hum nahi hote Deewaani raat aati hai Hume unki unhe meri Mohobbat yaad aati hai Nazar aati hain zulfon mein Ghataye baadalon jaisi Ye dil karne laga unse Wafaaye paglon jaisi Use jab dekhte hain to Badal jata hai yeh lehza Zuban pe aa hi jati hai Adaaye shaayaron jaisi Unhe jab yaad karte hain Tabhi barsaat aati hai Deewane hum nahi hote Deewani raat aati hai Hume unki unhe meri Mohobbat yaad aati hai Deewaane hum nahi hote Deewaani raat aati hai Hume unki unhe meri Mohobbat yaad aati hai Nahi koyi gila hume Jo na is baar manenge Abhi chahe mana kar de Kabhi to yaar manenge Mile jo cheez aasaani se To usme maza kaisa Unhe mera banane tak Na hum bhi haar manenge Suna hai chahate sachi Nahi barbaad jaati hain Deewaane hum nahi hote Deewaani raat aati hai Hume unki unhe meri Mohobbat yaad aati hai Deewaane hum nahi hote Deewaani raat aati hai Hume unki unhe meri Mohobbat yaad aati hai Deewaane hum nahi hote Deewaani raat aati hai Hume unki unhe meri Mohobbat yaad aati hai

Watch Deewaane Song Video

Deewaane song frequently asked questions

Check all frequently asked Questions and the Answers of this questions

This Deewaane song is from this Selfiee movie.

Aditya Yadav, Stebin Ben, Altamash Faridi is the singer of this Deewaane song.

This Deewaane Song lyrics is penned by Kunaal Vermaa .

By usingYoutube thumbnail downloaderyou can download youtube thumbnails.

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.